motivateartical

meditation kaise kare aur usake fayade

meditation ka matalab hai dhyan lagana.meditation hamari helth ke liye bohot
upayogi hai,aur yesake fayade bhi bahot hai. agr ham daily meditation karate hai
to hamara man shant rahata hai .meditation karane se hamari man ki shantata badhati
to chaliye aapako batate hai ki meditation kaise kare  aur usake kya fayade hai.
                        
                                 STEP 1:jagah chuniye
meditation karane ke liye sabse jaruri hai ki ek achhi jagah ka chunav jaha ka
vatavaran ekdam shant ho,jaha pe koi loud na ho aur jaha pe aapko koi disturb 
na kar sake.taki aap apane man ko concentrate kar sake ek jaga pai.

                                 STEP 2:man ko concentret kare
meditation yani dhyan karane ke liye sabse pahale khudako streach out kare
uasake bad aankhe band kar ke apana man kisi ek chij pe tikaye aaisa lagbhag
5 se 10 min kare yah dhyan ki samanya prakriya hai.jab aapka meditation chalu 
ho tab pure body ko dhila shod de kush hi dino main aapko isaki aadat si pad
jayegi aur ye aapke liye sabse achha time hoga jab aap meditation karenge

                                  meditation ke fayade

meditation karate rahane se hamare mastisk me oxyegen ka bharapur sanchar hota hai.
aur hamara man shant rahata hai.meditation karate rahane se hamara confidence level bhi badhata hai.



Comments

Popular posts from this blog