confidence kaise badhaye 


 

Confidence yaisi chij hai jo sabase jaruri hai .lekin kai logo mai confidance ki bohot kami hoti hai usi 
karan unake pas talent hone ke bavjud bhi wo apane talent nahi dikha pate.jin logo me confidance ki
kami hoti hai wo log logo ke samane nikhar nahi pate.kai log confidance ki kami ke karan stage par
bolane se darate hai.wo sochate hai ki log kya kahege ,log hamape hasege to nahi.koi maire phiche 
kuch kahega to nahi isi bat se wo dar jate hai aur apane confidance ko kho baitate hai. kuch log 
to apane loose confidance ki bajase logo se baat karane se bhi darate hai. jinake pass confidance 
ki kami hoti hai wo log duniya ke samane ubharke nahi aate.aaise log talent ho ke bhi loose confidance ki bajase piche rah jate hai.wor logo ke samane nikhar ke nahi aate  to chali janate hai ki konasi bate insan ka confidance loose karati hai aur apane confidance ko kaise badhaya jaye.


apane vicharoko positive banaye

apane vichar hi apane confidance ko yani apane atmavishwas ko kam karate hai.aur wo nakaratmak vichar aaise ho te hai ki "mai aisa nahi kar pauga ","kya mai aisa kar sakata hu"kya maine aisa kiya to thik hoga ",sabase jaruri bat ye ki log kya kahege yahi vichar hame aage nahi le ja pate.
aise logo ke man mai hamesha aise negative thinking hi rahati hai.jo inako aage nahi badha sakati.
agar ham logo ki bajay khud par jada vishawas karege to definetaly hum apane guno ko samaj sakhege aap logose jada khudako jada mahatva dijiye. sabase jaruri hai ki aapne though ko 
positive banaye .jub bhi hum negative vicharo ki tarap badhe to use positive though mai convert kijiye jaise ki jo kam aapse nahi ho pa raha us kam ko boliye ki "ye kam mera bahut hi achha hoga mai ise bahot achhe se kar pauga is tarah ke positive thought apanakar dekhiye aur apane negative though ko dur bhagaye

apane aap par garve kare

ye bat sabase jaruri hai confidance badhane ke liye kyu ki aap jab tak khud par garve nahi karege to aap logose khudako kam samajege ye bat hamesha dhyan me rakhi ki hum kisi se kam nahi.
is bat ko hamesha yad rakhe kabhibi apane ko khud se kabhibhi kam nahi samazana hai.kyu ki agar hum ye sochate hai ki hum dusaro se kam hai to hum khud ko age nahi badha sakate

khudako thoda change kare

isaka matalab hai ki jab hum public place par jaye to ekadam achhe se jaye matalab ki kapade acche pahane, iron kiye huye kapade pahane , isase hamara confidance aur bhi badhega kyu ki jab ham achhe hokar logoke samane jayege to apana prabhav un logo par padhega jisase hamara  confidance aur bhi badhega.

khudako aaine mai dekhe

khudako aaine mai dekhane se hamara confidance 100% badhega.kyu ki jab hum khudako aaine me
dekhata hai to use apane aap par confidance sa hota hai aur hum jab kai bar bhi jaye usase pahale 
puri tayari ke sath jaye isase bhi hamara confidance badhata hai.aapko ye post kaisi lagi ye hame comment mai jarur likhiye



              


x

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog